Nice words... Kabhi kabhi aditi zindagi mein yu hi koi apna lagta hain, Kabhi kabhi aditi woh bichad jaaye to ek sapna lagta hain, Aise me koi kaise apne aansuon ko behne se roke, Aur kaise koi soch de, Everything gonna be ok. Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khusi aur na maza, Kabhi kabhi to lage har din mushkil, aur har pal ek saza, Aise me koi kaise muskuraye, aur has de khus hoke, Aur kaise koi soch de, Everything gonna be ok. Soch zara jaan-e-jaan tujhko hum kitna chahate hain, Rote hain hum bhi agar teri aankhon mein aansu aate hain, Gaana to aata nahi hain magar fir bhi hum gaate hain, Hey aditi, mana ki kabhi kabhi saare jahan mein andhera hota hain, Lekin raat ke baad hi to savera hota hain, Kabhi kabhi aditi zindagi mein yu hi koi apna lagta hain, Kabhi kabhi aditi woh bichad jaaye to ek sapna lagta hain, Hey aditi, haste haste has de has de has de has de tu zara, Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura, Tu khus hain to lage ke jahan mein chhayi hain khusi, Sooraj nikale badalon se aur baaten zindagi, Sun to zara madhosh hawa tujhse kehne lagi Ke aditi roz bichadate hain, ek na ek din fir mil jaate hain, Aditi jaane tu ya jaane na gul fir khil jaate hain. Kabhi kabhi aditi zindagi mein yu hi koi apna lagta hain, Kabhi kabhi aditi woh bichad jaaye to ek sapna lagta hain, Hey aditi, haste haste has de has de has de has de tu zara, Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura, ( 5 )
|